Kash mujhe phale pata hota
💔💔💔 Kash mujhe phale pata hota haal-e-dil sunna khud ke liye itna mushkil hoga , Kash mujhe phale pata hota pyar main itna meetha or gehera darad hota hai , Kash mujhe phale pata hota pyar hone ka ye anjam hoga main main hi nahi rahuga , Kash mujhe phale pata hota ki jaygi tab itna darad hoga sayad mai itna nahi karta , Kash mujhe phale pata hota jis touch se mai aaj itna khush hota hu jab tu chali jaygi itna yaad ayga mai tujhse itna pyar karta hi nahi , Kash mujhe phale pata hota pyar hone ke baad dur hona esa haal karega main sayad pyar karta hi nahi , Kash mujhe phale pata hota ...