Kash mujhe phale pata hota
💔💔💔
Kash mujhe phale pata hota
haal-e-dil sunna khud ke liye itna mushkil hoga ,
Kash mujhe phale pata hota
pyar main itna meetha or gehera darad hota hai ,
Kash mujhe phale pata hota
pyar hone ka ye anjam hoga main main hi nahi rahuga ,
Kash mujhe phale pata hota
ki jaygi tab itna darad hoga sayad mai itna nahi karta ,
Kash mujhe phale pata hota
jis touch se mai aaj itna khush hota hu
jab tu chali jaygi itna yaad ayga
mai tujhse itna pyar karta hi nahi ,
Kash mujhe phale pata hota
pyar hone ke baad dur hona esa haal karega
main sayad pyar karta hi nahi ,
Kash mujhe phale pata hota
💔💔💔

Comments
Post a Comment